Mukesh — Goron ki na1

Слушать Mukesh — Goron ki na1

Текст Mukesh — Goron ki na1

goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki
ha goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki
haske jiye haske mare hum jaise dilwalo ki
ho goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

gali gali main geet humare gunje subaho sham
hum geeto ke saudagar hain yahi humara kaam

na sona na chandi, geeto se humko pyar
na sona na chandi, geeto se humko pyar
goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki
goron ki na kalon ki duniya hain dilwalo ki

ha jeena hain din char yahan khush ho ke jee le yaar
karna hai kutch agar tujhe jee bhar ke kar le pyar

kya tera kya mera bhoola de mere yaar
kya tera kya mera bhoola de mere yaar
goron ki na kalo ki duniya hain dilwalo ki