Kailash Kher, Paresh Kamath, Naresh Kamath — Saiyyan

Слушать Kailash Kher, Paresh Kamath, Naresh Kamath — Saiyyan

Текст Kailash Kher, Paresh Kamath, Naresh Kamath — Saiyyan

Heere moti main na chaahoon
Main toh chaahoon, sangam tera
Main toh teri…saiyyan
Tu hai mera ….
…saiyyan …saiyyan

Tu jo chhoo le pyaar se
Aaraam se mar jaaoon
Aaja chanda bahoo mein
Tujh mein hi gum ho jaaoon main
Tere naam mein kho jaaoon
Saiyyan … saiyyan

Mere din khushi se jhoome, gaaye raatein
Pal pal mujhe dubaaye jaate jaate
Tujhe jeet jeet haaroon
Yeh praan praan varoon
Hay aise main nihaaroon
Teri aarti utaaroon
Tere naam se jurde hai saare naate
Saiyyan … saiyyan

Banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaaoon
Baithoon naiya preet ki
Sansaar se thar jaaoon main