Arijit Singh — Oh Jaaniya

Слушать Arijit Singh — Oh Jaaniya

Текст Arijit Singh — Oh Jaaniya

Soch mein hun zara
Yeh kya ho gaya
Lag raha hai mujhe
Sab naya naya.
Oh jaaniya.
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai

Thune mujhe kya kar diya hu.
Chid gaya aap hi tu woh saaz hai
Khul gaya aap hi tu woh raaz hai
Oh jaaniya.
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Thune mujhe kya kar diya
Khwabon ne guzaarishan ki

Aankhon ne shikayatein ki
Neend aayi na haaye
Saanson ne sifarishein ki
Dillon ne himakatein ki
Hui inteha haaye.
Dil ko lihaza pyaar ho gaya
Jaise honthon pe halki si
Aayi hai hasi lekin
Aankhe yeh geeli ho
Tu hai wo aansu jaaniya

Haan o waise nadan hu
Hairan hu thoda pareshan hoon
Samjhaoo kya khud ko
Haans do ya rau du jaaniya.
Haan jaagi in khawahishon ko
Kaise main sulaun janiya
Haan jo bhi ho raha hai
Kaise main chupao jaaniya
Oh jaaniya.
Haal ye kaisa hai
Ishq ke jaisa hai
Thune mujhe kya kar diya