Arijit Singh — Hamdard

Слушать Arijit Singh — Hamdard

Текст Arijit Singh — Hamdard

Pal do pal ki hi kyun hai zindagi
Is pyaar ko hai sadiyaan kaafi nahi
to khuda se maang loon
Mohalat main ik nayi
Rehna hai bas yahaan
Ab door tujhse jaana nahi
Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

Teri muskurahatein hain taakat meri
Mujh ko inhi se ummeed mili
Chaahe kare koi sitam ye jahaan
In mein hi hai sadaa hifaazat meri
Zindagaani badi khoobsoorat hui
Jannat ab aur kya hogi kahin

Jo tu mera Humdard hai
Jo tu mera Humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera Humdard hai

Teri dhadkanon se hai zindagi meri
Khwaahishein teri ab duaayein meri
Kitna anokhaa bandhan hai ye
Teri meri jaan jo ek hui
Lautoonga yahaan tere paas main haan
Vaada hai mera mar bhi jaaun kahin

Jo tu mera humdard hai
Jo tu mera humdard hai
Suhaana har dard hai
Jo tu mera humdard hai

hmmm.. humdard hai