Arijit Singh — Dhokha Dhadi

Слушать Arijit Singh — Dhokha Dhadi

Текст Arijit Singh — Dhokha Dhadi

Teri aankhon se hui yaariyan chalte chalte yunhi
Meri aankhon ne teri aankhon se aap-beeti kahi
Teri aankhon k piche piche hum pagle se chal pade
Meri aankhen ab dil ke chakar me kuch bhi na sunti hain
Dil yeh dhokha dhadi kar dega, Socha na tha
Itni yeh gadbadi kar dega, Socha na tha
Aisi mushkil khadi kar dega, Socha na tha
(…)

Haan tera dil farebi hain
Aur hum sirphire bhi hain
Pyaar-vyaar hum nahi jaante
Seedhe-saade lagte ho

Phir kyun aise thugte ho
Lagte hain kya nadaani se
Hmm, isey jo maaf kije wallah

Yeh dil zara sa hai nitthalla
Iraade hain beimaan se
Dil ye dhokha dhadi kar dega, Socha na tha

Itni ye gadbadi kar dega, Socha na tha
Aise mushkil khadi kar dega, Socha na tha.
(…)
Mere kaano mein kahin
Roshandaano se kahin
Chhanti teri aawaz hai

Zyaada na hai ye kahin
Chup bhi na hai yeh rahe
Aankhon ka ye andaaz hai

Chalo miyaan ho gaya wallah
Neendon mein bhi khona phisalna
Khwaabon pe tum chalna dheere se
Dil ye dhokha-dhadi kar dega, Socha na tha
Itni yeh gadbadi kar dega, Socha na tha
Aise mushkil khadi kar dega, Socha na tha…