Arijit Singh — Akira

Слушать Arijit Singh — Akira

Текст Arijit Singh — Akira

Ik rishta hai us rishte ka main naam jaanu na
Ik rasta hai
Us raste ka anjaam jaanu na,

Bas itna hi hai pata
Ke ho gayi hai khata
Main khud ka na raha.

Main purza purza tera (x2),
Na adha pauna tera
Main pura pura tera
(repeat).

Main bhi aadha khoya s hoon
Tu bhi aadhi khoyi si
Kya pata ke poore ho jayein
hum milke ik duje se.

Thodi-thodi mujhko tu hai
Ho gayi zaruri si
Kya pata ke poore ho jaye
Hum milke yun.

Shikwa hai rab se zara
Jab se huwa tu mera
Main khud ka na raha,

Main purza purza tera (x2),
Na aadha pauna tera
Main pura pura tera.

Dil ke band darwazon ko
Khat khata ke dekha hai
Koi nahi is ghar mein
kamra-karma tuhi tu hai.

Khidkiyo se mann ki jhaakein
Shaam ki teri aankhein
Ab kahan main baaki mujhme
bas tuhi tu hai.

read lyrics only at lyricsraag_com

kaisa nasha sa hai ye
Kaisa tamasha hai ye
Main khud ka na raha
Main purza-purza tera
Main purza purza tera
Na aadha pauna tera
Main poora poora tera,
tera O O poora tera,
Purza_purza tera (x2).