Kanchan, Manhar, Anand — Hum Tumhen Chahte Hain
Слушать Kanchan, Manhar, Anand — Hum Tumhen Chahte Hain
Текст Kanchan, Manhar, Anand — Hum Tumhen Chahte Hain
O ho ho ho
Nasib insan ka — 2
Nasib insan ka chahat se hi sanwarta hai
Kya bura is me kisi par jo koi marta hai
Hum tumhe chahte hai aise — 2
Marne wala koi
Marne wala koi zindgi chahta ho jaise
Hum tumhe chahte hai aise
Ruth jao agar tum to kya ho — 2
Pal me aise lage
Pal me aise lage jism se jaan jaise juda ho
Hum tumhe chahte hai aise
Marne wala koi
Marne wala koi zindgi chahta ho jaise
Hum tumhe chahte hai aise
Ra ra ru ra ra
Zara puchho to mera irada — 2
Mujhe kise hai pyar
Mera dil ka hai kaun shehzada
Zara puchho to mera irada
Mere khwabo me jo saj raha hai
Woh khuda to nahi par zamane me sab se juda hai
Mere khwabo me jo saj raha hai
Zindgi bin tumhare adhuri
Tumko palu agar
Tumko palu agar har kami meri ho jaye puri
Zindgi bin tumhare adhuri
Le chalenge tumhe hum waha par — 2
Tanhai sanam
Tanhai sanam shehnai ban jaye jaha par
Hum tumhe chahte hai aise
Hum tumhe chahte hai aise
Marne wala koi
Marne wala koi zindgi chahta ho jaise
Hum tumhe chahte hai aise