Слушать Javed — Mohsin, Arijit Singh, Shreya Ghoshal — Pal
Текст Javed — Mohsin, Arijit Singh, Shreya Ghoshal — Pal
Pal ek pal mein hi tham sa gaya Tu haath mein haath jo de gaya Chalun main jahaan jaaye tu Daayein main tere, baayein tu Hoon rut main, hawayein tu Saathiya…Hansu main jab gaaye tu Roun main murjhaaye tu Bheegun main barsaaye tu Saathiya…
Saaya mera hai teri shakal Haal hai aisa kuch aajkal Subah main hoon tu dhoop hai Main aaina hoon tu roop hai Yeh tera saath khoob hai Humsafar…
Tu ishq ke saare rang de gaya Phir kheench ke apne sang le gaya Kahin pe kho jaaye chal Jahaan ye ruk jaaye pal Kabhi naa phir aaye kal Saathiya…
Ek maange agar sau khwaab doon Tu rahe khush, main aabad hoon Tu sabse juda juda sa hai Tu apni tarah tarah sa hai Mujhe lagta nahi hai tu doosra
Pal ek pal mein hi tham sa gaya Tu haath mein haath jo de gaya Chalun main jahaan jaaye tu Daayein main tere, baayein tu Hoon rut main, hawayein tu Saathiya…
Hansu main jab gaaye tu Roun main murjhaaye tu Bheegun main barsaaye tu Saathiya…